08:50
0

Metabolic Alkolosis In Urdu and Hindi

Metabolic Alkolosis In Hindi

Yeh condition hospital mein Zaire ilaj marizon mein taqriban 50% mein hoti hai. Iss ki wajah peshab awar fulvaids kay istemal say qay anay aur nasogastric suction say hai. Amwat ki sharah 45% ha jin marizon ki wajah say zaya hojatay hain.

Potashium aur sodium kharij ho jatay hain.


Clinical Features

Metabolic alkolosis ki alamat ki pehchan chloride volume say ya potashium kay ikhraj say alaihda karna bohot mushkil hota ha adam dilchaspi, parashani, susti aur maskular mein khujli hoti hai. Sance mein dushwari hosakti hai.

Treatment

Agar mariz ki kidney normal kam kar rahi ho to bicarbonate aur base barabar sodium aur agar chlorides aur extra salular ki kami mushtarik hoti. Isotonic salution say ilaj kiya jai. Agar mariz mein fulvaids barh jain bakasrat hon to hydrochloride ya potashium chloride bazariye wariz dain.

Agar GFR munasib ho to acetazolamide day saktay hain.
Mariz mein alkali mamuli ho to potashium chloride istemal karain agar kamzori ho to isay bazariye warid mariz ko dain.

0 comments:

Post a Comment