11:33
0

Na Mardi Ka Elaj

Es emkan ko khatam karna ka liye la-shaour nai enki help kari aur unko na-mard banadiya. Chunanchai na mubaashirat (Intercourse) hoga aur na hi beti paeda hogi. Magar Chund session ka baad woh bilkul normal hogai phir Allah nai enko baita bhi ata farmaya.
Na-Mardi Ka Elaj:
Elaj sey pahla yeh bat yad rahey ka jawani mein tanau (erection) ka masla taqreeban 100% nafsiyati hota hai. Specialy agar ap koi adviyat (medicine) use nahi kar rahey hain. Es silsilai mein ap apna la-shaour sey bhi puch saktey hain ka apka masla nafsiyati hai yeh medical yeh jismani. Agar apko kisi bhi waqt tanau (erection) hota hai specialy sleep kartey huey, Subha ka waqt to apko ko koi jismani beemari nahi bul kay apni na-mardi 100% apka zahan ki paidawar hai. Es hawaley sey ap post ki tickets wala test jiska pahla bhi zikar kara ja chukka hai usko bhi use kar saktey hain.
Sab sey pahla yeh bat zahan sey nikal dain ka ehtilam yeh bachpan ka ghalat kamon maslan mushtzani (masturbation) waghaira na apka jism ko koi nuqsan pohchaya hai. Puri duniya mein research sey yeh bat bar bar sabit ho chuki hai ka yeh chezain nuqsan deh nahi. Es masla ka hal ka liye adviyat (medicine) specialy hakeemon ka totkai bilkul bhi estimal na karain. Mustanad adviyat (medicine) maslan viagra waghaira bhi apna tor per use na karain. Adviyat (medicine) ka zyada arsai tak use khatra sey khali nahi. Merai kay client en medicines sey nuqsan utha chukain hain. Kisi bhi big hospital ka kidney ward ka visit karain to apko maloom hoga ka waha pa marezoon ki majority aisa nojawano per mushtamil hai jinhonai jinsi quwwat ka liye koi adviyat (medicine) specialy koi neem hakeemi nuskha estimal kara.
La_shaour Sey Raabta
Aik bar phir taqeed hai apna jinsi quwwat ko check karna ka liye kabhi zina ka kareeb na jain. Gunah ka elawa essai mohliq beemariyan lag jati hain. Iss ka elawa es koshish mein aksar insan ko nakami hoti hai aur phir insan ko yaqeen hojata hai ka woh jinsi tor per nakara ho chukka hai halankain woh bilkul fit hota hai.

La-shaour Sey Raabta:

Sab sey pahla ap apna la-shaour sey puchain ka apka masla jismani hai yeh medical yeh nafsiyati. La-shaour sey rabta karna ka liye aik ring ka sath 12 inch lamba thread tie karlain, thread ka end ko thumb aur index finger sey estarhan pakrain ka ring neechey ki taraf lataq rahi ho. Apki elbow table per ho. Yeh pendulum ban jaiga eski basic harqat 2 types ki hai. Right left yeh kareeb aur door. Sab sey pahla ap yes aur no ka esharai maloom karian. Iss ka liye ring ko latkatai huey apnna ap sey aik aisa sawal karain jiska jawab yes mein ho. Phir aik aisa sawal karain jiski jawab no mein ho. Maslan ring per nazar jamatai huey apna ap sey sawal karain ka kiya mein eswaqt Lahore mein ho (agar ap Lahore mein hain) essi sawal ko bar bar repeat karain hatta ka ring kisi aik direction mein harkat karna lagai. Agar na hilai to sawal ka sath dil mein yes yes kahain aur ring hilnai lagaigi estarhan apko maloom hojaiga ka apka liye apka yes ka la-shaouri eshara kiya hai phir ap apna ap sey aisa sawal karain jiska jawab no mein ho maslan ring ko bilkul still rakhtey howey sawal karain ka kiya mein es waqt

Na_Mardi Kay Elaj Ka Pehla Tareeqa

ice cream kha raha hon (joka ap nahi kah rahain hain) bar bar puchain. Sath hi dil mein no no kahain. Jald hi no ka liye ring move karna lagaigi. Yes aur no ka esharai samaj na ka baad ring ko hang kartey huey apna ap sey sawal karain ka mera masla (maslai ka barai mein sochain) nafsiyati hai? jawab ko 2 times check karain. Mazeed check karna ka liye dusra sawal puchain ka kiya mera masla jismani aur medical hai? Esko bhi 2 times check karain. La-shaour ka jawab 99% durust hota hai.
Na_Mardi Kay Elaj Ka Pehla Tareeqa:
Na-Mardi kay elaj kay silsilai mein buniyadi kam aik American Dr. William Master aur us ki biwi Jons nai kiya. Ab enka tareeqa mamoli radobadal kay sath puri duniya mein estimal horaha hai. Es waqt yeh sab sey popular aur kamiyab tareeqa elaj hai. Ap apnai tor per essai faida utha saktain hain.
Es mushq kay liye 20 sey 30 min rakhain.
Yeh mushq rozana karain.
Yeh mushq ap us waqt karain jab ap bohut pur sukoon hon.
Kisi pur sukoon jagha neem tareki mein bister per mukamal nude hoka lait jain.
5 5 min tak essi tarhan letey rahain.
6. 5 mints ka baad apna jism per hand phairna shuru kardain. Massage karain, Thapthapain, chutki lain. Ahista ahista mukkai marian, Es mushq mein apnai penis ko hand na lagain aur na hi eski taraf dehan laikar jain. Ap ki sari tawajah touch aur feelings per ho jo mushq ka doran mahsos karain. Es mushq ka maqsad tanau (erection) nahi. Es mushq mein ap puri dekhi hui blue film ka tasawur bhi soch saktain hain. Yeh bhi tasawur kar saktain hain ka koi pasandeda aurat ap ka jism per hand phair rahi hai. Yeh mushq musalsal 4 days karni hai.
7. 5th day apnai hand ko chikna karain aur apna penis, testicles aur other parts ka darmiyan ki jagha ko stimulate karain. Khususan penis ki glans aur iss kay beroni ring aur topi ka nichlai hissai ko jaha topi aur shaft apas mein mil rahey hain. En per hand phairain. Massage karain, thapthapiyan aur bhenchain etc yeh apnai favourit tareeqai sey mastzani karain. Es doran yeh tasawur karain ka koi pasandeda aurat app ki mashtzani kar rahi hai. Es ka sath sabqa dekhai gai blue print ka tasawur karain. Yeh mushq rozana karain. Amoman aik week ka ander ander tanau (erection) paeda hojata hai. Taham aik week sey zyada waqt bhi lag sakta hai.
8. Es mushq ka doran jab tanau (erection) hojai to dehan kisi aur taraf lai jain takai tanau (erection) kam hojai. Es ka liye 100 sey ulti ginti gini ja sakti hai.tanau (erection) kam honay per phir mushtzani karain yaha tak ka phir tanau (erection) hojai. Tanau (erection) honay per phir dehan dosri taraf lai ja kar tanau (erection) kam karain. Eerection kam honay per phir mushtzani karain. Es tarhan 4 bar yeh mushq karain. Es Mushq mein anzal na ho, hojai to pareshan na hon. Mushq jari rakhain.
9. Usually 3 weeks mein tanau (erection) ana shuru hojata hai. Zyada waqt bhi lag sakta hai es doran pursokoon rahain. Ajkal yeh masla 100% qabil-e-elaj hai.

10. Es doran inzaal (ejaculation) wali mushtzani (masturbation) har giz na karain.

11. Mardana quwwat ko check karna ka liye zina na karain.
12. Agar 4 week ki mushq ka baad bhi tanau (erection) paeda na ho to phir dusra tareeqa estimal karain warna achai mahir-e-nafsiyat ko milain jo jinsi Masa'el ka mahir bhi ho. Doctors ki tarhan har mahir-e-nafsiyat jinsi Masa'el ka mahir nahi hota.

Eric Aid System:

Na-mardi ka elaj ka adviyat (medicine) kay baghair doosra kamiyab tareeqa eric aid system hai. Yeh system bazaar sey 2000 to 10000 tak mil jata hai. Jis shop sey ap yeh system kharedaingai woh shop keeper apko esko estimal karna ka tareeqa bhi bataiga. Yeh aik bohut hi effective aur safe tareeqa-e-elaj hai.
Exercise 20 to 30 mint tak karain.

Eric Aid System

  • Exercise 20 to 30 mint tak karain.
  • Yeh exercise rozana karain.
  • Exercise aisa waqt karain jab ap bohut pur sukoon hon. Es doran koi apko disturb na karain. Behter yeh hai ka ap rozana aik hi waqt per exercise karain.
  • System ki madat sey tanau (erection) paeda karain. Jab tanau (erection) complete hojai to 5 mints ka baad air kharij karkai tanau (erection) ko kam yeh khatam kardain. 1 to 2 mints ka baad phir tanau (erection) paeda karain. 5 mint ka baad air kharij kardain. 1 to 2 mint ka baad phir tanau (erection) paeda karain. 5 mint ka baad air kharij kardain. Es tarhan yeh exercise 4 times karain.
  • Yeh exercise apko daily 1 week tak karni hai. Exercise kay doran agar kabhi inzaal (ejaculation) hojai to pareshan nahi hona hai, aisa hojata hai.
  • 8th day system sey tanau (erection) paeda karna ka baad penis ki base per rubber ka ring charhadain jis sey tanau (erection) khatam nahi hogi. 15 mints ka baad ring utardain phir dekhain ka tanau (erection) kitni dair tak qaim rahta hai. Yeh exercise pura week jari rakhain.
  • 3rd week yahi exercise karain. 15 mints ka baad ring utardain. Tanau (erection) kam honay per oily hand sey mushtzani (masturbation) karain aur tanau (erection) ko zyada karian. Jab tanau (erection) zyada hojai to dehan kisi aur taraf lai jakar tanau (erection) ko kam karain. Tanau (erection) kaam honay per phir mushtzani (masturbation) karain. Tanau (erection) honay per phir tawajah kisi aur taraf laija kar tanau (erection) kam karian. Es tarhan 4 times mushtzani (masturbation) karain.
  • Mushtzani (masturbation) kartey huey yeh sochna bohut mufeed hoga ka koi pasandeda aurat apki mushtzani (masturbation) kar rahi hai. Essi tarhan pahla kabhi dekhai gai blue print ka tasawur karna bhi mufeed hoga. Es exercise mein inzaal (ejaculation) na ho. Inzaal (ejaculation) sey pahla ruk jain. Agar kabhi hojai to pareshan na hon. Exercise jari rakhain.

  •  Pura week yeh exercise jari rakhain yeh uswaqt tak jari rakhain jab tak ap puri tarhan satisfied na hojain. (Zilbergled)

  • 9. Es doran inzaal (ejaculation) wali mushtzani (masturbation) nahi karain.
  • 10. Mardana quwwat ko check karna ka liye zina nahi karain.
  • Adviyat (medicine) Sey Elaj:
  • Viagra aur iss tarhan ki doosri adviyat bhi iss masley mein muasser hain magar 100% nahi. Viagra taqreeban 80% logon kay liye kamyaab hai. Viagra kay kaee side effects hain. Maslan headache, face ka red hojana, chakar ana, allergy, dysentery aur eye sights weak hojana etc. Viagra ka zyada aur continuous estimal nuqsan deh hai. Aik andazai ka mutabiq ab tak essai 30 death ho chukin hain. Viagra effective hai magar iss ka asar temporary hai aur yeh es maslai ka elaj nahi. Es tarhan ki adviyat (medicine) ka sath sath nafsiyati elaj bhi zarori hai. Yeh adviyat (medicine) 30 mints ka baad effective hotin hain aur iss ka asar 6 hours tak rahta hai. Yani khanai ka 4 hours kay baad kisi bhi waqt es sey faida uthaya ja sakta hai.

0 comments:

Post a Comment